Jab Tak Meri Ungliyan Lyrics

Jab Tak Meri Ungliyan Lyrics

Jab tak tujhe pyar se

Beinteha main bhar na duu..

Jab tak main duaaoon sa

Sau dafa tujhe padd na loon

Haan… mere paas tum raho

Jaane ki baat na karo

Mere saath tum raho

Jaane ki baat na karo

Woh ohh Oooo……

Woh ohh Oooo……

Woh ohh Oooo……

Woh ohh Oooo……

 

Tum aa gaye baazuon mein mere

Sau sawere liye

Sau sawere liye

Haan baadalon se utaara gaya

Tumko mere liye sirf mere liye

Jab tak meri ungliyan

Tere baalon se kuch kehna le

Jab tak teri lehar mein

Khwaahishein meri behna le

Haan mere paas tum raho

 

Jaane ki baat na karo

Mere saath tum raho

Jaane ki baat na karo

Woh ohh Oooo……

Woh ohh Oooo……

Woh ohh Oooo……

Woh ohh Oooo……


Leave a Comment