Mulakaatein Lyrics In Hindi And English – Utkarsh Saxena
Table of Contents
Mulakaatein lyrics in Hindi and English. Mulakaatein song is sung by the Utkarsh Saxena, lyrics by Ritik Chouhan and, music is given by Ritik Chouhan. मुलाकातें song featuring Karan Mehra & Neha Sharad Shah.
Mujhse mohabbat ki na kabhi tu Dil mein jagah tune dedi kisiko, Mujhse mohabbat ki na kabhi tu Dil mein jagah tune dedi kisiko,
Tu to nikli bewaffa Tune di kyun ye saza, Ha main jis se darta tha Wahi tune kar diya,
Mulakaatein mujhe wo sab Kyun yaad mein aaye, Wo barsaatein mujhe kyun ab Yun tanha rulaaye,
Mulakaatein mujhe wo sab Kyun yaad mein aaye, Wo barsaatein mujhe kyun ab Yun tanha rulaaye,
Tum nahi the humare Humne ye jaan liya hai, Abse tumko paraya Iss dil ne maan liya hai,
Tum nahi the humare Humne ye jaan liya hai, Abse tumko paraya Iss dil ne maan liya hai,
Na chahu phir bhi kyun tujhko Dil ne mere yaad kiya hai, Tere khatir na jaane kyun Khud ko barbaad kiya hai,
Na chahu phir bhi kyun tujhko Dil ne mere yaad kiya hai, Tere khatir na jaane kyun Khud ko barbaad kiya hai,
Wo tum hi dard e dil ki wajah Kyun de di mujhko aisi saza, Ha main jis se darta tha Wahi tune kar diya,
Mulakaatein mujhe wo sab Kyun yaad mein aaye, Wo barsaatein mujhe kyun ab Yun tanha rulaaye,
Mulakaatein mujhe wo sab Kyun yaad mein aaye, Wo barsaatein mujhe kyun ab Yun tanha rulaaye,
Bewafai kyun kari tune Bewafai kyun kari tune, Bewafai kyun kari tune Bewafa..
Bewafai kyun kari tune Bewafai kyun kari tune, Bewafai kyun kari tune Bewafa.
We hope you like Mulakaatein lyrics. If you have any suggestions about Mulakaatein Lyrics, you can contact us. Don’t forget to share these beautiful Mulakaatein lyrics in the voice of Utkarsh Saxena with your friends.