PYAR LYRICS – ABDU ROZIK

[ad_1]

PYAR LYRICS – ABDU ROZIK

Chori Chori Duniya Ki Nazaron Se

Hoti Hain Baatein Jo Naino Ki

Ninde Bhi Chukrake Wo Le Gayi

Jaagi Jaai Raatein Naino Ki

Ye Sadgi Se Tera Muskana

Karde Mujhe Deewaana

Dil Mein Basi Hai Tu

Aawargi Ka Tuhi Bahana

Lapta Rahu Rozana

Iski Wajah Bhi Hai Tu

Mein Tenu Pyar Karda

Tere Sadke Mein Jawaan

Mein Tenu Pyar Karda

Mein Vaari Jawaan

Tu Meinu Pyar Kardi Hai

Tere Sadke Mein Jawaan

Mein Tenu Pyar Karda ha

Mein Vaari Jawaana

Tera Khayaal Kahe

Mujhe Mein Hai Reh Raha Hay

De Raha Gawahi Zameen

Dekho Ashmaan Keh Raha

Tujhko Hi Dil Ye Awaz Lagaye

Teri Hi Khwaab Sajaye

Aisa Hua Hai Jaadu

Ho Pass Hum To Dil Na Gabhraye

Duar Ho To Chain Na Aaye

Socha Jara Hai Ye Kyu

Mein Tenu Pyar Karda

Tere Sadke Mein Jawan

Mein Tenu Pyar Karda

Mein Vaari Jawan

Tu Meinu Pyar Kardi Hai

Tere Sadke Mein Jawan

Mein Tenu Pyar Karda ha

Mein Vaari Jawana

Mein Tenu Pyar Karda

Tere Sadke Mein Jawan

Mein Tenu Pyar Karda

Mein Vaari Jawan

Tu Meinu Pyar Kardi Hai

Tere Sadke Mein Jawan

Mein Tenu Pyar Karda ha

Mein Vaari Jawana

[ad_2]

Leave a Comment